Khata nahi isse khusi samjho yaar,
Jo doosron ke chehre pe muskaan laati hai,
Dheeraj ke saath kaam karta chal, bandhu!
Jo dil tera yeh kehta hai.
Aasha umeed ka daaman na tham,
Tham le baahein kartabya ki,
Samjhnewale samjhenge tujhe ek din,
Intezaar na kar uss pal ki.
No comments:
Post a Comment