Mujhse kisi ne puchha…..yeh pyaar kya hai?
maine kaha……
pyaar zindagi hai…
pyaar khushia hai…
pyaar asoon bhi ahi….
aur hasi bhi..
kabhi din me dikhti hue sitare hai..
to kabhi raat me dikhte hue suraj.
pyaar sangeet hai..
jiski sur hamesha dil me rehte hai..
pyaar dewanapan hai….
diwangi ki haad tak hai..
pyaar jajbaat hai..
jo hume kabhi bhi le ja sakta hai..
yeh ek ehssas hai……
jo hum mehsus kaar sakte hai..
pyaar dil ki ayena hai..
jaha pe sab kuch nazar ata hai..
pyaar vishwas hai…
jo agar tut gaya to zindagi badal jati hai..
pyaar takat hai..
jo hume jine ki aas deta hai aur marne ki himmat..
pyaar aag hai…
jo kisi ko bhi jaala sakta hai..
pyaar tufan hai..
jo sab kuch bikhar kaar rakh deta hai..
pyar badal hai….barish bhi..
isme samunder ki tarha leher bhi hai…
to kabhi nadi ki tarha shant bhi..
pyaar mano jaise jharna hai..
jo beh jate hai leikin yaadain chhor jata hai..
pyaar kismat hai…
mano jise mil gaya, usse saab kuch mil jata hai..
saab se bar kar, pyaar pyaar hota hai..
jo kia nahin jata…
baas ho jata hai.
.
*~*~*~*~*~*~*~KANNADASMS.BLOGSPOT.COM~*~*~*~*~**~*~*~*~**maine kaha……
pyaar zindagi hai…
pyaar khushia hai…
pyaar asoon bhi ahi….
aur hasi bhi..
kabhi din me dikhti hue sitare hai..
to kabhi raat me dikhte hue suraj.
pyaar sangeet hai..
jiski sur hamesha dil me rehte hai..
pyaar dewanapan hai….
diwangi ki haad tak hai..
pyaar jajbaat hai..
jo hume kabhi bhi le ja sakta hai..
yeh ek ehssas hai……
jo hum mehsus kaar sakte hai..
pyaar dil ki ayena hai..
jaha pe sab kuch nazar ata hai..
pyaar vishwas hai…
jo agar tut gaya to zindagi badal jati hai..
pyaar takat hai..
jo hume jine ki aas deta hai aur marne ki himmat..
pyaar aag hai…
jo kisi ko bhi jaala sakta hai..
pyaar tufan hai..
jo sab kuch bikhar kaar rakh deta hai..
pyar badal hai….barish bhi..
isme samunder ki tarha leher bhi hai…
to kabhi nadi ki tarha shant bhi..
pyaar mano jaise jharna hai..
jo beh jate hai leikin yaadain chhor jata hai..
pyaar kismat hai…
mano jise mil gaya, usse saab kuch mil jata hai..
saab se bar kar, pyaar pyaar hota hai..
jo kia nahin jata…
baas ho jata hai.
.
No comments:
Post a Comment